Zindagi Jab zakhm Par
Zindagi Jab zakhm Par De zakhm To Hansakar Hamen, Aajamaish Ki Hadon Ko… Aajamaana Chahiye. ज़िंदगी जब जख्म पर दे जख्म तो हँसकर हमें, आजमाइश की हदों को… आजमाना चाहिए। ———– In Nigaahon Mein Manzile Hain, Saamane Kathin Raaste Hain Bahut, Lekin Main Har Mushkil Se Ulajh Gaya, Aur Main Sabase Aage Nikal Gaya. …